22 Whatsapp tips & tricks and hacks jo aapke chauka degi aaj ke iss post me mein aapko batane wala hu. To agar aap whatsapp ka use karte hai to aapko in 22 whatsapp tips & tricks and hacks ka use jarur karna chahiye.
Internet use karne wala lagbhag har byakti whatsapp ka istemal jarur karta hai aise me usse whatsapp ki settings and features ke bare me puri knowledge hona bahut jaruri hai.
Agar aap bhi whatsapp use karte hai to iss post me batayi gayi sabhi tricks aapke liye kaafi useful ho sakti hai. To kya hai ye 22 whatsapp tips & tricks and hacks chaliye iss post me janate hai.
- How to Lock Particular Chat in Whatsapp
- Whatsapp Web se Apne Phone me Apne Friend Ki Sabhi Chat Dekhe
22 Whatsapp Tips & Tricks and Hacks Thats Blowing Your Mind
Iss post me mein aapke sath 22 whatsapp tips & tricks and hacks ki videos share kar raha hu jisse agar aap dhyan se dekh lete hai to aap whatsapp master ban sakte hai.
1. How to Create GIF Files from Whatsapp Videos
Whatsapp par aapke friends aapko videos send karte honge aur aap bhi apne friens ko videos share karte honge. Aise me agar aapko unn whatsapp videos se GIF files create karni hai to aap easily kar sakte hai. Iske liye bus aapko ek chhoti si trick ko use karna hai to whatsapp videos se gif file banane ka tarika janane ke liye niche diye video dekhe.
2. How to Know Who Blocked You on Whatsapp
Agar whatsapp par aapko koi friend aapko block kar deta hai to aap iska pata kaise laga sakte hai agar aap nahi janate hai to niche diye video ko dekhe aur confirmly pata kare ki aap whatsapp par blocked hai ya nahi.
3. How to Use One Whatsapp Account in Two or More Devices
Aap apne whatsapp account ko kisi other phone, laptop ya computer par chala sakte hai bus iske liye aapko whatsapp me ek chhoti si setting karni hai jiske baad aap apne whatsapp ko kisi bhi device me run kar sakte hai, puri jankari ke liye ye video dekhe.
4. How to Unblock Yourself on Whatsapp
Agar aapke friend ne aapko whatsapp par block kar diya hai aur aap usse bate karna chahte hai to iss trick ka use karke aap easily usse whatsapp par connect ho sakte hai. Iske liye aapko kya karna hai niche diye video me dekhe.
5. How to Send Whatsapp Messages Without Opening App or Without Comming Online
Aap whatsapp open kare bina bhi apne kisi bhi whatsapp friend ko messages send kar sakte hai iske liye aapko iss video me bataye gaye tarike ka use karna hai uske baad aap without whatsapp kisi ko bhi whatsapp message send kar sakte hai.
6. How to Lock Your Whatsapp Profile Picture (DP)
Whatsapp par pehle koi bhi humari profile photo ko download kar sakta tha aur uska kahi par bhi kuch galat use kar sakta tha. Khaskar girls ko isse badi problems hoti thi lekin ab aap apni whatsapp DP par lock laga sakte hai tarika video me dekhe.
7. How to Prevent Whatsapp from Eating up Your Android Phone’s Memory
Agar whatsapp par aapke friend aapke sath bahut jyada photo videos share karte hai to aise me aapke android phone ki memory bahut hi jaldi full ho jati hai kyuki whatsapp ki ye media files phone me kafi space consume karti hai. Agar aap bhi isse pareshan hai to iss video me batayi gayi setting ko on karke aap apne android ki memory problem ko solve kar sakte hai.
8. Whatsapp Full Privacy Settings
Agar aap apne whatsapp account ko more safer aur more secure banana chahte hai to aapko iski privacy settings ke bare me pata hona bahut jaruri hai aur whatsapp par privacy settings kaise karte hai iss video me dekhe.
9. How to Pin Someone on Whatsapp
Whatsapp me agar aapka koi aisa friend hai jisse aap sabse jyada messages send karte hai ya chat karte hai to usse aap whatsa chat list me sabse top me add kar sakte hai. Iske liye simply aapko uss friend ko pin karna hai jiske baad vo top me show hoga.
10. How to Enable Fingerprint Lock on Whatsapp
Whatsapp par fingerprint lock lagakar aap apne whatsapp ki security ko aur bhi jyada increase kar sakte hai. Aur ab aapko whatsapp me fingerprint lock lagane ka option mil jayega to aap isse kaise enable kar sakte hai video me dekhe.
11. Whatsapp Data and Storage Usage Feature’s Sectres
Agar aap whatsapp ka use karte hai to iski setting me available data and storage usage feature ke bare me bhi aapko jarur pata hona chahiye. Agar nahi janate hai iss features ke secrets to iss video ko dekhe.
12. How to Use Dual Whatsapp Account in One Android Phone
Agar aap ek android mobile me 2 whatsapp account chalana chahte hai to iss trick ki help se aap easily chala sakte hai. Iske liye aapke latest feature wala smart phone hona chahiye fir video me bataye trick ko use karenge to aap easily ek phone me do whatsapp run kar sakte hai.
13. How to Check if Your Whatsapp Account Hacked or Not
Aapka whatsapp account hacked hai ya nahi aap iska pata kaise kar sakte hai iski jankari ke liye aap iss video ko dekhe aur jane apka whatsapp account kisi ne hack kiya hai ya nahi.
14. How to Upload Longer Videos on Whatsapp Status More than 30 Seconds
Ab aap apne whatsapp status me more than 30 seconds long videos upload kar sakte hai bus iske liye aapko iss video me batayi gayi trick ka use karna hai.
15. Whatsapp Groups All Settings and Hacks
Agar aap whatsapp groups ka use karte hai aur apna group banaya hai ya fir aap kai aur whatsapp group me join hai to whatsapp groups ki all settings ke bare me bhi aapko jarur pata hona chahiye. Aap whatsapp par groups ko kaise manage kar sakte ho kaise customize kar sakte hai iski jankari ke liye ye video dekhe.
16. How to View Someone’s Whatsapp Status Without Letting Them Know
Agar aap whatsapp par kisi ka status dekhte hai to samne wale ko pata chal jata hai ki aapne uska status dekh liya hai kyuki uske status ke niche option aa jata hai ki kis kisne uska status dekha hai. Lekin agar aap iss video me batayi trick ka use karenge to usse pata bhi nahi lag payega ki aapne uska status dekh liya hai.
17. How to Enable Dark Mode on Whatsapp
Whatsapp user ko bahut jyada intezar hai dark mode aane ka kyuki night me whatsapp use karne me logo ko kafi problem hoti hai. Aise me aap iss trick ka use karke apne whatsapp ko night mode me chala sakte hai puri jankari ke liye video dekhe.
18. How to Block Whatsapp Video Call in Android
Whatsapp par video calls ko disable kaise karte hai iss video me iski puri trick ko aap dekh sakte hai. To agar aap bhi apne whatsapp me video call ko band karna chahte hai to ye video dekhe.
19. How to Join Unlimited Whatsapp Groups
Agar aap koi business karte hai ya koi public dealing karte hai to aapko whatsapp par unlimited groups ko join kar lena chahiye aur whatsapp par multiple groups ko kaise join kar sakte hai iske liye ye video dekhe.
20. How to See Last Seen on Whatsapp if Someone Blocked You
Whatsapp par agar aapko koi block kar deta hai to aap usse message nahi kar sakte hai, nahi hi aapko uska online status show hoga aur na hi aap uska last seen dekh sakte hai. Lekin agar aap ye setting kar dete hai to jisne aapko block kiya hai aap uska whatsapp last seen easily check kar sakte hai kaise iske liye video dekhe.
21. How to Use Whatsapp Without any Mobile Number
Aap ye to acchi tarah se janate honge ki whatsapp chalane ke liye hume ek phone number aur smart phone ki jarurat hoti hai lekin iss video me jo trick mein aapko bataunga iski help se aap without mobile number ke whatsapp chala sakte hai.
22. Whatapp Complete A to Z Settings in this One Video
Whatsapp ki all settings and tricks ke bare me janana hai to iss ek video ko dekh lo aapko whatsapp ki A to Z settings iss video me pata chal jayegi puri jankari ke liye ye video dekhe.
- Whatsapp Me 2 Step Verification Kaise Enable Kare
- Without Screenshot Whatsapp Status Save Kaise Kare
I hope 22 Whatsapp tips & tricks and hacks kya kya hai ab aap samajh gaye honge. Agar aapke ye post helpful lagi ho to isse apne friends ke sath share jarur kare. Aur agar aapke koi sawal ya sujhav hai to niche comment box me jarur puche.