X
    Categories: INSTAGRAM

Instagram Like History Kaise Delete Kare

Instagram like history kaise delete kare iss video me hum janenge so agar aap instagram users hai aur instagram ki post likes ko clear karna chahte hai, instagram reels likes ko delete karna chahte hai aur nahi janate ki ig likes ko delete kaise karte hai to iss post me aapko iski puri jankari mil jayegi.

Instagram par jo bhi video aap dekhte hai like karte hai uski ek alag se like history create hoti hai jisse aap kabhi bhi dekh sakte hai kabhi bhi delete kar sakte hai, agar aap ig likes history delete karne ke bare step by step jankari pana chahte hai to niche diye easy steps ko follow kare.

Instagram Like History Kaise Delete Kare

1 Sabse pehle Instagram app open kare.

2 Iske baad bottom right corner me apne Profile icon par click kare.

3 Ab profile page me top right corner me 3 lines par click kare.

4 Iske baad instagram ke settings and activity page me Your activity option par click kare.

5 Ab your activity section me Likes option par click kare.

6 Iske baad aapki all ig likes open ho jayengi yahapar top right corner me Select option par click kare.

  • Ab all ig likes ko select karne ka option aa jayega yahapar kisi bhi instagram post likes ko select karke usse delete kar sakte hai.
  • Agar all ig likes history remove karni hai to sabhi instagram Post likes ko Select kare aur fir bottom side me Unlike option par click kar dijiye.

Iss tarah se aap instagram post likes ko dekh sakte hai aur kabhi bhi ig likes (Instagram post likes, Instagram reel likes) ko delete bhi kar sakte hai.

I hope, aap samajh gaye honge ki instagram like history ko remove kaise karte hai, agar aapko ye jankari helpful lagi ho to isse apne friends ke sath bhi share jarur kare.

Video Dekhe

Ramesh Singh: Hello Dosto ! Mera Naam Ramesh Singh Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun. Read More