Hello friends, aaj ka humara topic hai ki google account kaise banate hai. Facebook ki hi tarah google bhi ek social networking site hai, aur agar aap business karte hai aur usko badhana chahte hai to aapko google me apna account jarur banana chahiye.
Google account banane ke liye aapke paas apni gmail id honi chahiye, agar nahi hai to pehle gmail par apna account banaye.
Google Account Kaise Banaye
To chaliye dosto step by step dekhte hai ki google plus me account kaise banaye.
??Youtube Channel Kaise Banaye
Step 1
Sabse pehle plus.google.com link me jaye, aur apni gmail id se login kare.
??Twitter Account Kaise Banaye
Step 2
Iske baad ek form open hoga, isse step by step bhare.
- Apna name likhe.
- Gender daale.
- Janm tarikh daale.
- Upgrade ki button dabaye.
??Gmail Account Ko Delete Kaise Kare
Step 3
Agle page me other google users ko add aur follow kar sakte hai.
- Name dalkar search kar sakte hai.
- Search result me jo id hogi unko add aur follow kar sakte hai.
- Continue ki button dabaye.
??Gmail Account Ko Recover Kaise Kare
Step 4
Ab jo page khulega usme apni detail bhare.
- Apni photo upload kare.
- Agar job karte hai to company ka naam daale.
- Company me apni designation ka naam dale.
- Apne school ke jagah ka naam daale.
- School year bhare.
- Apne shahar ya country ka naam daale.
- Finish ka button dabaye.
Ye Bhi Padhe
??Kisi Dusri Website Ka Font Kaise Check Kare
??Google Adsense Account Kaise Banaye
Dosto google account kaise banate hai ab hum jaan gaye hai, phir bhi kisi tarah proglem ho to comment karke puch sakte hai, aur agar ye post pasand aayi ho to isse apne dosto ke sath social media par share jarur kare.
View Comments (4)
Mera.moblie.ki.google.account. nai.ban.ra.ha.ola.company. ka.ha.muje.kya.katna.h.batya
Iske liye mobile browser ko desktop version me open kijiye or Google acc banakar OLA app me submit kijiye. Otherwise pc me account create karo
Nice Post...
Mostly i like your writing skill.
best wise for your next goal.
please check out my website https://kaisekare.net
aap contact us me contact form add kijiye, baki sab thik hai