FACEBOOKMAKE MONEYSOCIAL NETWORK

Facebook Se Earning Kaise Kare Page Banakar

Facebook ek top social networking site hai, aur har vo insaan jo internet use karta hai, uska facebook me account bhi jarur hoga, bahut se ese log bhi hai jo page banakar facebook se earning bhi kar chuke hai, isliye aaj me aapko batane jaa raha hu ki facebook fan page banakar paise kaise kamaye jate hai.

Facebook Se Earning Kaise Kare Page Banakar

Step 1

Aapko sabse pehle facebook me ek naya account banana hai, yaad rakhe ki apne purane facebook account ka use nahi karna hai. New facebook account kaise banate hai yaha click kare.

facebook se earning

Ab jo aapne new facebook account banaya hai, usme login kare aur create page link me jakar page bana lijiye, facebook page banane ki puri jaankari ke liye yaha click kare.

Step 2

Page ban jane ke baad aapko isse promote karna hai, apne friends ko aur unknow logo ko apne page ko like karne ke liye invite kare.

facebook se earning

jitne jyada se jyada log aapko page ko like karenge aapki income bhi utni hi adhik hogi. Iske liye mein pura sure to nahi hu par ho sakta hai ki agar aapke page ke likes 100000 honge to aap 300000 Rupay se 600000 rupay tak kama sakte hai.

 

Facebook Se Earning Kaise Hogi

Ab aap soch rahe honge ki pese kese aur kaha se aayenge, to dosto iske liye aapko karna yeh hoga ki jaise hi aapke page ke likes 6000 se 12000 tak ho jayenge to aap inn likes ko ya phir apne facebook page ko sell kar sakte hai, kai site aapke page kharidne ka offer deti hai vo bhi apne pricepoint me aapko jo aacha lage usko bech sakte hai. Aap apne FB page ko “freelancer.com” par bhi bech sakte hai.

facebook se earning

Dosto mumkin hai ki aapne apne facebook notification me iss tarah ki invitations dekhi ho, kai log apne page ki likes badhakar unko ad companies ko bech dete hai jisse unke product promote hota hai aur unko apne page ya likes ke pese paise mil jaatey hai.

facebook se earning

Dosto yeh jaankari aapko kesi lagi comment karke jarur bataye aur kahi kuch dikkat ho to iske liye bhi apna feedback jarur dijiye.

Ramesh Singh

Hello Dosto ! Mera Naam Ramesh Singh Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun. Read More

16 thoughts on “Facebook Se Earning Kaise Kare Page Banakar

  • raghav ji blogspot.com ki jagah aapne apna domain .com liya hai isse jaldi hi adsense approved hone ke chances rehte hai, aap isme continue post karte rahe to ek mahine ke ander hi approval mil jayega, mera adsense approved sirf 1 month me ho gaya tha.

    Reply
  • Bro meri id ma comments nae ho rhi or msg bhi nae ye ksy theek ho gi batyan

    Reply
    • aap ek baar apne internet browser ki history aur cache delete kijiye aur uske baad facebook login kare, i hope aapki problm solve ho jayegi.

      Reply
  • Facebook Se Paise Kaise KamayeBahut hi acchi post hai bro facebook se paise kamane ki . Lekin mai ek problem face kar rha hu jaise hi mai amazon ki link share karta hu meri ids block ho jaati hai .
    Aisa kyu ?

    Reply
  • dear sir

    mera bhi Facebook me ek page hai or isme 25 like hai itne likes me earnings how sakti hai kya

    Reply
  • ramesh sir mene new page bnaya h bt uske likes nhi bad rhe h kya kru

    Reply
    • likes badhane ke liye apne facebook friends ko invite kijiye. facebook page me ye option aap dekh sakte hai

      Reply
  • Divya mishra

    Meri fb page me 4800 likes hai isse kaise earn karu
    Please mujhe bataye sir
    Please!

    Reply
    • 50k likes hone ke baad hi aap fb page sell kar sakte hai. iske alawa aap affiliate products ko promote karke ya ads dal kar earn kar sakte ho.

      Reply
      • Wa kese dalte hai sir ads
        Mere page ko 6500 like hai
        Kitne me sale kar sakta hu

        Reply
        • aap fb par page sell buy group join karke iske bare me puch sakte ho ya fir freelancer site me iska pata kar sakte hai

          Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.