Hello friends, aaj ka humara topic hai facebook par autoplay video ko disable kaise karte hai. Facebook duniya ki top popular social networking site hai, ye to aap janate hi honge, aur internet use karne wala lagbhag har byakti iss platform ka use karta hai. Facebook ki popularity ke sath iske users ki sankhya bhi lagatar badhti jaa rahi hai.
Har roj lakho karodo log facebook par active rehte hai, aur apne dosto aur janane walo ko messages, photo aur video share karte hai, sath hi dusro ki post par bhi like aur comments karte hai.
- Email Me Facebook Notification Ko Kaise Roke
- Permanently Facebook Account Ko Delete Kaise Kare
- Twitter Aur Facebook Ko Connect Kaise Kare
- Facebook Photo Par Likes Kaise Badhaye
- Face book Trick: Continue Reading Link Kaise Add Kare
Facebook Autoplay Video Feature Kya Hai
Aapne facebook par aise videos bhi dekhe honge, jo apne aap play ho jate hai, isse facebook ka autoplay video feature kehte hai. Facebook video autoplay feature on hone se aapke internet data ka loss jarurat se jyada hota hai.
Bahut se aise log hai jo facebook video autoplay ka ye feature kafi pasand karte hai. Lekin kuch log aise bhi hai jo isse kafi pareshan hai, aur vo inn auto play video ko band karna chahte hai.
- Facebook Me Page Kaise Banate Hai
- Timeline Tags Ko Disable Kaise Karte Hai
- Facebook Friends Ko Block Aur Unblock Kaise Kare
- FB Friendlist Ko Hide Kaise Kare
- Friend Request Ko Facebook Par Disable Kaise Kare
Facebook Me Autoplay Video Ko Disable Kaise Karte Hai / Stop Facebook Video Autoplay
Iss tarah ke changes facebook aksar karta rehta hai, agar aap facebook me video autoplay ko band karna chahte hai to aaj me aapko bataunga ki kaise facebook autoplay video disable karte hai.
Step 1
Sabse pehle apne facebook account me login kare.
- Top right hand side me dropdown icon par click kare.
- Settings me click kare.
Step 2
Ab agli window me aapka facebook setting page open hoga.
- Bottom left side me Videos tab par click kare.
- Always show captions ke samne dropdown menu par click karke Off select kare.
Lijiye aapke facebook me autoplay video off ho gaya hai, ab koi bhi facebook video apne aap play nahi hoga.
Dosto facebook ke autoplay video ko band kaise karte hai, ab aap jaan gaye hai. Agar aapka koi saval hai to comment karke jarur puche. Aur agar aapko ye post pasand aayi ho to isse apne dosto ke sath share bhi jarur kare.
View Comments (2)
Your post was extremely helpful for me. After reading your post, I successfuly disabled autoplay from my Facebook. Thanks for sharing the article with us.
thanks