Youtube Par Mp3 Songs Upload Kaise Kare In Hindi
Hello friends, aaj iss post me hum janenge ki youtube par mp3 songs upload kaise karte hai. Mein pehle bhi aapko bata chuka hu ki youtube ek popular video sharing website hai. Iss platform par hum video dekhte hai, video like karte hai. Aur share bhi karte hai ye to aap acchi tarah se janate hi honge. Pichle articles me humne jana tha ki youtube se mp3 song download kaise karte hai. Aur aaj hum janenge ki youtube par mp3 songs upload kaise karte hai.
Youtube Par Mp3 Songs Upload Kaise Kare In Hindi
Jiss tarah se youtube se mp3 download karna bahut aasaan hai. Ussi tarah se youtube par mp3 songs upload karna bhi bahut hi simple hai. Aur youtube par mp3 songs upload kaise karte hai iske liye niche diye easy steps follow kare.
- Youtube Par Channel Kaise Banaye
- Youtube Se Video Download Kaise Kare
- End Screen Annotations ko Youtube Video Me Kaise Add Kare
Step 1
Sabse pehle tunestotube.com site ko open kare aur apne gmail id se sign in kijiye.
- Kisi Bhi Popular Youtube Video Ke Tags Ko Kaise Check Kare
- Youtube Video Tab Facebook Page Me Kaise Create Kare
- Without Copyright Matter Ke Kisi Or Ka Video Kaise Upload Kare
Step 2
Ab next window me “manage your youtube account” ka page open hoga isme Allow button par click kare. Aap chahe to pehle terms of service ko padh sakte hai.
- Graphic Intro Video Youtube Channel Ke Liye Kaise Banaye
- Youtube Se Paise Kaise Kamate Hai Iski Step By Step Jaankari
- Youtube Video Monetize Karke Adsense Account Se Kaise Jode
Step 3
Ab jo window open hogi isme mp3 song upload karne ke liye option hoga. Yahapar video upload karke niche diye steps ke according mp3 song file ki setting kijiye.
- Upload file ke button par click kare.
- Create background image button par click karke mp3 song ke liye thumbnail select kare. Isme mp3 music me liye black background thumbnail create hoga.
- Ya phir aap yaha se bhi mp3 song ke thumbnail ke liye font size. Alignment or text color ki setting kar sakte ho.
- Yahapar aap mp3 song upload aur uska thumbnail check kar sakte hai.
- Upload huye mp3 song ka jo title rakhna chahte hai yahapar enter kare.
- Mp3 music ke liye description yahapar enter kare.
- Music file ke liye related tags enter kijiye.
- Mp3 song ko aap private upload karna chahte hai ya public select kijiye.
- Yahapar apni mp3 file ke liye size select kijiye.
- Apni mp3 music ki category select kijiye.
- Captcha verify kijiye.
- Finally create video button par click kar dijye.
Create button par click karte hi kuch hi der me aapka mp3 music upload ho jayega. Issi tarah se aap iss simple trick se or bhi mp3 songs youtube par upload kar sakte ho.
So friends youtube par mp3 songs upload kaise karte hai ab aap samajh gaye honge. Phir bhi kisi tarah ki koi problem ya aapka iss post se related koi saval ho. To comment karke puch sakte hai. Aur agar aapko ye post acchi lagi ho to social media par isse share karna bilkul na bhule.
Ye Bhi Padhe
- Youtube Me Without Software Screen Record Kaise Kare
- Youtube Channel Par Video Trailer Kaise Add Kare
- Video Upload Kaise Kare Youtube Par
- Youtube Video Ko Blogpost Me Kaise Add Kare
- Youtube Ki Sabhi Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare
nice post Brother
thanks