X

Youtube Channel Kaise Banaye Hindi Me Jane

Hello friends, you tube par channel banana bahut hi aasan hai, iske liye hame kuch simple se steps ko follow karne honge, jo ki niche diye gaye hai to chaliye janate hai ki youtube channel kaise banaye.

Youtube par channel banane ke liye hame ek gmail account chahiye, agar abhi tak aapne gmail id nahi banayi hai to pehle apni gmail id banaye.

Youtube Channel Kaise Banaye / How to Create Youtube Channel

Ab aapka jyada samay na lete huye step by step jaante hai ki youtube me channel kaise banate hai.

??Youtube Video Me Subscribe Button Kaise Add Kare

Step 1

Sabse pehle YouTube me login kare, aur apni gmail id se sign in kare.

  1. Apni profile image par click kare.
  2. Setting button par click kare.

 

??Youtube Channel Me Video Trailer Kaise Add Kare

Step 2

Ab jo agla page open hoga usme “create a new channel” par click kare.

 

??Apne Youtube Channel Ki Earning Kaise Check Kare

Step 3

Iske baad agli window me channel create karna hai.

  1. Brand account name me apne channel ka name bhare.
  2. Create button par click kare.

Lijiye aapka youtube channel bankar taiyar hai, ab aap videos, photos ko youtube channel me upload kar sakte hai, aur paise bhi kama sakte hai.

Note:- You tube par aapka channel create hone ke saath hi google+ me bhi ussi name se page ban jaata hai.

Ye Bhi Padhe

??Youtube Me Video Upload Kaise Kare

??Youtube Se Video Download Kaise Kare

??Monetize Kaise Kare Youtube Video Ko Aur Google Adsense Se Kaise Jode

??Youtube Video Ko Blog Post Me Kaise Add Kare

??Without Software Youtube Me Screen Record Kaise Kare

 

Dosto youtube par channel kaise banate hai, ab aap jaan gaye hai, ye jaankari aapko kaisi lagi comment karke apne sujhav jarur dijiye, aur ye post helpful lagi ho to isse apne dosto ke sath social networking sites par share bhi jarur kare.

Ramesh Singh: Hello Dosto ! Mera Naam Ramesh Singh Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun. Read More