Social network par facebook ke baad popular agar koi site hai to vo hai twitter, aur badi badi celebrities bhi iss platform ka sabse jyada use karti hai, aur aap unke bahut sare twitter followers bhi dekh sakte hai, agar aapka account twitter par nahi hai to pehle twitter account banaye.
Twitter par ek simple trick se aap free me apne followers ki sankhya ko daily 40-70 tak badha sakte hai, kyuki ye free option hai isliye iska use din me sirf ek bar hi kar sakte hai, aur agar ek din me kai bar iss process ko dohrana hai to aap iska paid option bhi choose kar sakte hai, to chaliye step by step jante hai ki kya karna hai.
Twitter Followers Ko 5 Minutes Me Kaise Badhaye
Step 1
Sabse pehle apne internet browser ki sari browsing history delete kar de. Cache, cookies remove karne ke liye Ctrl+Shief+Delete button dabaye aur clear browsing data button par click kare.
Step 2
Ab fastfollow.info link par click kare.
Login with twitter button par click kare, aur twitter account me login kare.
Step 3
Ab iss website ke through aap twitter par redirect ho jaoge, aur aapko ek ads display hoga isse skip kar dijiye.
Step 4
Ab aapke twitter account par followers increase hona start ho jayega.
Now finally aapke twitter followers increase ho gaye hai.
Step 5
Ab apne twitter account me login kare, aur apne followers check kare. Aap dekhege ki aapke lagbhag 40-70 followers badh gaye honge.
Jaise ki mere twitter account me followers pehle 567 the.
Aur ab instantaly badhkar 614 ho gaye hai.
Ab aap jaan gaye hai ki twitter followers ko kaise increase kar sakte hai, lekin dhyan rahe ki yeh ek free trick hai, aur isme aap ek din me sirf ek bar hi iska use kar sakte hai, agar ek din me kai bar iss trick ka use twitter followers badhane hai to iska premium option choose kar sakte hai, lekin mere hisab se free option hi best rahega.
Dosto aapko twitter me followers increase karne ki ye trick kaisi lagi, apne comments ke through hame jarur bataye, aur kahi koi problem ho to aap apne saval bhi puch sakte hai, aur iss post ko apne social circle me share karna bilkula na bhule.
Read Also
Blogger Me Twitter Widget Kaise Lagaye
Facebook Photo Me Instantly Likes Kaise Badhaye
Facebook Post Me Continue Reading Link Kaise Add Kare
Google Adsense Account Kaise Banaye
Google+ Me Account Kaise Banaye
View Comments (11)
Thanks sir this information. It's work
Followers toh bad rahe hai lekin following bhi bad rahe hai agar following ko rokna hai toh kya karna hoga...plz rply as soon as possible... bcz a lots of unwanted people is following my acconts...plz help for stop following
aap twitter par follower request ko complitely stop nahi kar sakte, but aap apne tweet ko protect kar sakte hai, isse hoga ye ki jo aap tweet karenge vo sirf aapke friends/followers ko hi show hoga aur publicaly show nahi hoga aur aapke follower/following circle ko hi show hoga, iske liye apne twitter page par setting option me jaye aur security & privacy par click kare, iske baad protect my tweet ke tick box me tick kar dijiye
I have no interest in this link fastfollw.info mai ye band kaise karu Kara pls batayen in hindi
iska solution ye hai ki aap isse dubara active mat kijiye. uske baad ye apne aap deactivate ho jayega simple.
Sir twitter me followers ki request ko kya kese accept krte h
twitter par follow request auto accept ho jati hai, aap twitter request par follow back kar sakte hai
Hlw sir . mene instgram pr a/c bna rhi hu adhi proccess to m kr chuki hu but but isme m apne frnds ki list aa rhi h jinhe me follow nhi krnna. Chahti hu . or bo proccess skip krne ka v option nhi h . aap mujhe btaye ki me kyaa karu
instagram account me edit profile me jaye, aur Similar Account Suggestions ke tick box se tick hata dijiye
Sir, apne bahut achhi jankari di mein ise zaroor follow karungi.
thank you