Whatsapp Ke Deleted Messeges Kaise Padhe – Whatsapp Secret Trick
Whatsapp ke deleted messages kaise padhe yani whatsapp messages aapke friend ne aapko bhejkar delete kar diye hai unko aap kaise padh sakte hai aaj ki iss post me mein aapko batane wala hu, to agar aap bhi whatsapp par aise delete kiye gaye messeges se pareshan hai to ab aapki problem finish hone wali hai. To kaise aap whatsapp par deleted messages ko dekh sakte hai chaliye iss post me janate hai.
Whatsapp ke bare me aap acchi tarah se janate hai aur internet use karne wala lagbhag har user whatsapp ka bhi use jarur karta hai. Aise me whatsapp bhi apne users ke liye naye naye features lata rehta hai aur playstore par bhi aisi bahut si applications hai jinka use karke aap whatsapp ko aur bhi jyada interesting bana sakte hai.
Whatsapp Ke Deleted Messeges Kaise Padhe – Whatsapp Secret Trick
Whatsapp me aapke friends ke through send kiye gaye aur fir unko delete kiye messages ko aap easily dekh sakte hai, to iske liye aapko kya karna niche diye easy steps me dekhiye.
#1. Sabse pehle playstore open kare.
#2. Open karne ke baad Chat Bin application install kare.
#3. Install karne ke baad isse open kare.
#4. Open karne ke baad aapko yahapar 3 option show honge, to aapko unn sabhi ko ek ek karke Allow karna hai.
#5. Sabhi permissions allow karne ke baad bottom right side me Next ke button par click kare.
Sabhi settings complete hone ke baad ab jab bhi aapka koi whatsapp friend aapko messege send karega aur uske baad delete kar dega to aap unn deleted messeges ko easily padh sakte hai.
I hope ab aap samajh gaye honge ki Whatsapp ke deleted messages kaise padhe so agar aapko ye jankari helpful lagi ho to iss apne friends ke sath bhi share kare.