Hostgator Hosting Renew Kaise Karte Hai
Hello friends, pichli post me hum jaan chuke hai ki hostgator india se hosting plan kaise purchase karte hai, aur aaj iss tutorial me hum janenge ki hostgator hosting renew kaise kare.
Agar aapne hostgator india se hosting plan kharida hai, aur nahi janate hai ki hosting plan ko renew kaise karte hai, to aaj me aapko iske bare me batauga.
Hostgator Hosting Renew Kaise Karte Hai/How To Renew Hostgator Hosting
Jitna aasaan hostgator se hosting purchase karna hai, utna hi aasaan hostgator hosting ko renew karna bhi hai, to chaliye hostgator hosting renew kaise karte hai, iske bare me step by step jante hai.
??Hostgator Hosting Par WordPress Blog Install Kaise Kare
Step 1
Sabse pehle manage.hostgator.in par click kare.
- Apni email id daliye.
- Password dale.
- Dropdown menu se customer select kare.
- Login button par click kare.
??Hostgator Hosting Par Email Create Kaise Kare
Step 2
Ab next window me domain management page open hoga.
- Jump to domain ke niche box me apna domain name dale.
- Next button par click kare, ya enter key dabaye.
??Blogger Blog Ko WordPress Par Transfer Kaise Kare
Step 3
Ab agle page me aap plan choose kar sakte hai, ya phir pichle plan ko renew karne ke liye top rightside me renvew button par click kare.
??Godaddy Se Domain Name Register Kaise Kare
Step 4
Ab aapki hosting order ko renew karne ka ek popup open hoga.
- Hosting ka period select kare, kam se kam 1 month ka period select kar sakte hai.
- Agar security ke liye SSL certificate lena ho to tick box me tick kare, otherwise ignore kar sakte hai.
- Total cost check kare.
- Renew Order button par click kare.
??Wordpress Blog Me Ad Inserter Plugins Ka Use Kaise Kare
Step 5
Ab agle page me payment information dalna hai.
- Dropdown menu se apna payment option choose kare.
- Continue Ki button par click kare.
??Wordpress Blog Me Theme Upload Kaise Kare
Step 6
Ab agle page me apna payment method choose kare, aur payment detail bharke Pay Now button par click Kare.
Lijiye ab aapki hostgator hosting renew ho chuki hai, payment successfully hone ka message show hoga, for example niche image dekhe.
Hostgator hosting renew kaise karte hai, ab aap jaan gaye hai, agar aapka iss post se related koi saval ho to apne comments ke through humse puch sakte hai, aur agar ye jaankari aapko acchi lagi ho to social media par share bhi jaru kare.
Nice information…..
thanks