Google Adsense Ke liye High Quality Blog Post Publish Kaise kare iss post me hum janenge. Blog post me relavant ads display karke apne blog ko monitize karne ke liye google adsense ek most popular way hai. Halanki apne articles me google adsense ke liye high quality keywords add karna itna bhi aasaan nahi hai.
Apni blog post me high quality keywords add karke aap google adsense ke through high cpc paa sakte hai aur apni earning ko increase kar sakte hai. Yahapar mein aapko apne blog me articles likhne ke kuch main poinsts bata raha hu jinhe aapko apni blog post me adsense ke liye consider jarur karna chahiye.
Google Adsense Ke liye High Quality Blog Post Publish Kaise kare
Keywords Research
Google adsense ke through apni earning ko aur bhi jyada increase karne ke liye aapko apni post me high quality aur high cpc keywords use karna hoga iske liye niche diye tips use kare.
- Apne niche aur topic ke liye most relabant aur high demand keywords find kare, yani ki article likhne se pehle keyword research kare.
- Keywords research ke liye Google keyword planner, SEMrush or Ahrefs etc keywords research tools ka use kare.
- Keywords research tools ke through aap keywords ka insights check kar sakte hai, search volume, competition check karne ke sath sath related keywords ko dekh sakte hai.
SEO-Friendly Title & Headlines
Blog post me headings add kare aur heading aisi honi chahiye jo SEO-friendy ho sath hi aapke post ka title bhi seo friendly hona chahiye.
- Blog post me engaging aur SEO-friendly title banaye.
- Post title aisa hona chahiye jo search engines ke sath sath aapke blog visitors ko aakarshit kare.
- Apni blog post me Headlines ka use kare.
- Clear, Descriptive or Concise headlines ka use kare.
- Title, Headlines or headings me apne main keywords add kare.
High Quality Content
- Hamesha valuable aur high quality content apne articles me create kare.
- Aapka post content aisa hona chahiye jo valuable aur useful information provide kare.
- Koi problem se related article me problem ko solve kare aur aapki audience ko entertain kare.
- grammar aur spelling erros ko avoid kare.
- Article me conversational aur clear tone ka use kare.
- Apni post content ko short paragraphs me tode.
- Heading ke sath subheadings, bullet points aur images add kare isse article padhne aur samajne me aasani hoti hai.
Search Engine Optimization
- Apne articles me On-page SEO aur Off-page SeO optimization kare.
- Internal aur external links ko add karke apne content ko other relavant sources aur pages ko connect kare.
- Apni har ek content (Introductions, Title, Headings, Subheadings aur conclusion) me post se related main keyword aur related keywords use kare.
Mobile Friendly Website
- Apne blog me mobile-friendly aur AMP-compatible theme ka use kare.
- Article me add hone wali images aur videos ko faster loading ke liye optimize kare.
- Aapki website ki speed fast honi chahiye, secure, responsive aur navigate karne me easy honi chahiye.
- Apni website aur users data ko protect karne ke liye SSL certificate, HTTPS protocol aur dusre security measures ka use kare.
- Apni website ka design simple rakhe aur unnecessary elements ko remove kare.
Articles Promotion
- Apne articles ki visibility incease karne ke liye aur high quality traffic generate karne ke liye online channels aur platforms par articles ko promote kare.
- Articles ko promote karne ke liye bloggers, influencers, or journalists etc jo bhi aapke contents me interested ho unse contact kare.
- Articles me engagement aur clicks pane ke liye Call-to-actions, catchy captions, hashtages ka use kare.
- Apne niche aur audience se relavant social media groups, forums or email newsletters me apna content share kare.
- Apne articles ko boost karne ke liye Facebook ads, Google ads, or Istagram ads jaisi paid advertising ka use kare.
Check Articles Performance
- Alag alag tools aur metrics ke through Google adsense perfoamce test aur analyze kare.
- Articles ka measurement, ranking, engagement, traffic or earnings check karne ke liye Google Analytics, Google adsense reports or Google search console ka use kare.
- Apni audience ka behavior aur preferences samajhne ke liye Crazy Egg, Hotjar or Mouseflow tools ka use kare.
- Apne contents aur ads ko optimize karne ke liye Google optimize, Google data studio or Google tag manager tools ka use kare.
Google adsenese ke liye inn sabhi tips ko follow karke agar aap apne articles likhenge to aapka content kewal informative aur engaging hi nahi hoga balki ye aapke liye kafi profitable bhi hone wala hai aapki Adsense earning increase ho jayegi agar aap inn sabhi baaton ka dhyan rakhkakr post publish karenge.
Google Adsense Ke liye High Quality Blog Post Publish Kaise kare i hope ab aap samajh gaye honge, agar aapko ye jankari helpful lagi ho to ise apne friends ke sath bhi share jarur kare.