Google Analytics Ko Adsense Account Se Kaise Jode
Google analytics par adsense ki full earning detail dekhne ke liye aapko apne analytics account ko adsense se jodna padega, aur aaj hum issi ke baare me janenge ki kaise apne analytic account ko adsense account se connect karte hai.
Agar aapka blog ya website hai to aapko google analytic par account banana chahiye aur uske baad apne blog se connect bhi karna chahiye, kyuki esa karne se aap apne visitors ko track kar sakte hai, aur apni site ko aur bhi jyada improve kar sakte hai. Agar abhi tak analytic sign up nahi kiya hai to pehle analytics me account banakar apne blog se jode.
hum google analytic par apne blog ko kai tarike se track kar sakte hai, for example – website par total visitors kitne hai, kaunsi country se kitne visits aa rahe hai, kis age group ke kitne percent hai, real time report yani ki currently kitne visitors active hai aapke site par, aur kon se page par active hai, kausi site se traffic aa raha hai, aur kounse keywords search karke traffic aa raha hai aur iske alawa bhi bahut kuch hai jo aap yaha par track kar sakte hai.
Google Analytics Ko Adsense Ke Sath Kaise Jodte Hai
Google analytics ko adsense se connect karne ke baad hum ye dekh sakte hai ki humari kaun si post se kitni earning aa rahi hai, aur kis tarah ke ads (display or text) ke through kitni earning ho rahi hai, jisse aap apne ads ko improve karne ke liye unhe renovate kar sakte hai. To chaliye step by step dekhte hai ki kya karna hai.
Step 1
Sabse pehle google analytic me login kare.
- Admin section me jaye.
- Account select kare.
- Adsense linking par click kare.
??Google+ Me Account Kaise Banaye
Step 2
Ab jo window khulegi usme niche diye steps follow kare.
- Adsense for content ke aage tick box par click kare.
- Link configuration ki link par click kare.
??Search Console Me Website Submit Kaise Kare
Step 3
Ab agli window me link configuration ke niche dropdown par click kare.
- Poori detail dekhne ke liye all web site data par tick kare.
- Enable link button dabaye.
??Blog Me XML Sitemap Kaise Submit Kare
Step 4
Ab agli window me done button par click kare.
Done button par click kare.
Jaise hi aap done button par click karenge, aapka analytics google adsense se connect ho jayega, aur agli window me linking show hogi, niche image dekhe.
Step 5
- Reporting section me jaye.
- Behavior par click kare.
- Publisher me click kare.
??Blog Ki Traffic Kaise Badhaye
Iss tarah se aap analytics ko adsense se jod sakte hai aur report dekh sakte hai.
Yeh jaankari aapko kaisi lagi apne comment ke through hume jarur bataye, aur agar post pasand aayi ho to share karna bilkul na bhule.
Sir mene blog me domain add kiya hai or vo show nahi ho rahi hai redirect likh ke Aa raha hai http://www.nackinca.blogspot.com ko http://www.nackinc.com pe kiya hai lekin vo show nahi ho rahi hai plz
ab aap domain le chuke ho to isliye redirect ka message aayega, kyuki aapki site ka address http://www.nackinca.blogspot.com ki jagah http://www.nackinc.com change ho gaya hai, aur agar aapki new site open nahi ho rahi hai to thoda wait kijiye kyuki domain update hone me kam se kam 24 se 48 hours ka time lagta hai.
Thanks
Sir blog ke liye hosting kase or kha se lu
hosting ki bahut si sites hai par mujhe hostgator ki hosting acchi lagi aap bhi le sakte hai, aur hostgator se hosting purchase kaise karte hai iske liye ye article padhiye:- https://hinglishhelp.com/hostgator-hosting-kaise-kharide/
Sir meri website 2 day ho gaye hai abhi tak nahi show ho rahi hai. Sir mene blog me domain add kiya hai or vo show nahi ho rahi hai redirect likh ke Aa raha hai http://www.nackinca.blogspot.com ko http://www.nackinc.com pe kiya hai
Open nahi ho rahi hai website
ek baar niche diye url me jakar apne domain ki setting check kare, agar phir bhi na ho to aap mujhe apne domain ka id aur password dijiye me check kar dunga, lekin pehle iss link ko open karke check kar le ki setting sahi hai ki nahi.
https://hinglishhelp.com/godaddy-se-domain-name-register-kaise-kare/
ek baar niche diye url me jakar apne domain ki setting check kare, agar phir bhi na ho to aap mujhe apne domain ka id aur password dijiye me check kar lunga.
https://hinglishhelp.com/godaddy-se-domain-name-register-kaise-kare/
Sir yes to purchase karne ka link hai
Sir agar mene apko domain I’d or password diya to yeah har comment box me show hogi fir to comment read karene vale bhi read karle ge Jo appki website per ate hai
https://hinglishhelp.com/godaddy-se-domain-name-register-kaise-kare/ yeh to purchase ka link hai
Sir agar appka WhatsApp no hai to me us pe domain id or password send kardoga
aapk ek kaam kijiye hinglish help website ke bottom site me contact us tab par apna id aur password send kar dijiye vaha se me apne email inbox me check kar lunga.
Sir WhatsApp no sahi hai
Sir appka WhatsApp no kon sa hai bataye
Sir appka WhatsApp meri contact list me nahi Aa raha hai its my WhatsApp no 9568647813
https://hinglishhelp.com/contact-us/ yaha par apna message dal sakte hai, ye private hai, sirf mujhe show hoga
sir help me . please call me 8094066573
kya help chahiye aapko? aap upar menu me contact us par mujhe apna msg send kar sakte hai.
Sir mein Facebook page pe blog ke post ko published karta hu toh mere ek post pe 50 views aate hai lakin sir jo blog hai usmei jo post hai 1 bhi views nahi add hote hai sir plzzzzz
Sir mein Facebook page pe blog ke post ko published karta hu toh mere ek post pe 50 views aate hai lakin sir jo blog hai usmei jo post hai 1 bhi views nahi add hote hai Facebook page ke sir plzzzzzzzzzzzzzz
Sir mein Facebook page pe blog ke post ko published karta hu toh mere ek post pe 50 views aate hai lakin sir jo blog hai usmei jo post hai ek bhi views nahi add hote hai Facebook page ke sir plzzzzz
very informative post. Thank u for sharing this post
Welcome..
Great post,,, thanks for the share.
Thanks
Sir,mere FB page per like ka option nahi aa Raha hai.mene Abhi FB page banaya hai.
ye page admin ko show nahi hoga lekin jisse like invitation send karenge usse show hoga