Hello friends, agar aapka gmail account galati se delete ho gaya hai to delete hone ke kuch dino ke ander aap apna gmail account phir se recover kar sakte hai, agar aap nahi janate hai to iss post me mein aapko bataunga ki gmail account recover kaise hota hai.
Anjane me humse apna gmail account delete ho sakta hai, ya phir kuch log hai jo ek se jyada gmail id hone ke karan apna account delete kar dete hai, aur baad me pata chalta hai ki deleted account ka backup lena hi bhul gaye hai.
Apna gmail account recover karne ki vajah chahe jo bhi ho, iss post me mein aapko step by step bataunga ki kaise apne gmail account ko undelete karte hai, to chaliye start karte hai.
Delete Hone Ke Baad Gmail Account Recover Kaise Karte Hai
??Google+ Me Account Kaise Banaye
Step 1
Sabse pehle gmail open kijiye, aur Find my account par click kare.
??Adsense Account Kaise Banaye
Step 2
Ab jiss gmail account ko recover karna hai, usse enter kare, phir next button par click kare.
??Google Adwords Me Account Kaise Banaye
Step 3
Ab agli window me Try another way to sign in ke link par click kare.
??Kisi Dusri Website Ka Font Kaise Check Kare
Step 4
Ab ek baar phir se apni recovery email id enter kijiye, aur next button par click kare.
??Facebook Account Permanently Delete Kaise Kare
Step 5
Iske baad apna password daliye, aur Sign in button par click kare.
??Youtube Me Channel Kaise Banaye
Step 6
Ab next page me ek form open hoga, jisme aapke gmail account ki detail hogi, isme submit button par click kare.
??Twitter Aur Facebook Ko Kaise Connect Kare
Step 7
Iske baad ek aur form open hoga, jisme apna account ek baar phir se verify karna hai.
- Apna phone number enter kare.
- Verify code receive option choose kare, text message ya voice call.
- Continue button par click kare.
??Twitter Account Kaise Banaye
Step 8
Ab aapke mobile par verify code bheja jayega.
- Apna verification code enter kare.
- Continue ki button par click kare.
Lijiye aapka kaam ho gaya hai, continue ki button par click karte hi aapka gmail account dubara se active ho jayega.
Ye Bhi Padhe
??Internet Se Paise Kaise Kamaye
I hope aapko gmail account recover kaise kiya jata hai, ye jaankari samajh me aa gayi hogi, phir bhi koi saval ho to apne comment ke through humse puch sakte hai.
Aur agar aapko ye article accha laga ho to isse social networking sites par apne friends ke sath share bhi jarur kare.
View Comments (29)
sir mere g mail id delete ho Gae ha. id recovery Karine par couldn't find your google account, show ho rha h.
kya usi id ko dubara bana sakte h.
dubara tab bana sakte ho jab vo id gmail par available ho
mai apne account ka password bhul gya or maine usme recover gmail id b nhi dali thi ab mai kaise gmail account login kru plz sir help me plz request u.
iske liye gmail me apni id enter kare aur password ke niche try a different question par click kare, next window me apni date of birth dalkar bhi password reset kar sakte hai agar dob nahi pata to phir se try a different question par click kijiye, yaha par aap apne mobile number par verification number manga kar apna password reset kar sakte ho.
Sirr. Many be gmail. Id ha na to to. Namber ka optin dyty ha na or agr wobkhty ha ka kesi or id py. Py code send kyea ha or wo code. Dalta ho to virifctin nhi hoti plzz helip
iske liye username aur password ke niche trouble/need help option click kar verification complete kar sakte hai.
sir mai apne mobile ko restart kar diya .ab mujhe mera gmail id yaad nahi aa raha hai.koi upaay bataaye.
gmail open kijiye aur usernem password ke niche trouble/need help pe click kijiye aur i dont know my username ko select karke phone number select kijiye aur aage ki process complete kijiye aapka solution ho ayega.
jkriyakhan7@gamil.comtoyou ki email id ko deleted krna chati muj s nhi horhi h deleted krna btadijiy or m apni banana chati please btadna bhi
Gmail delete karne ke liye niche link me jaye aur steps follow kare
https://hinglishhelp.com/gmail-account-ko-delete-kaise-kare/
could not found your google account .bhai ye bta rha ho sakta h kya open .urgent h
agar 1 month se jyada ka time ho gaya hai to aapki id permanently delete ho jati hai isse aap recover nahi kar sakte hai.
Mera account mere relative ne hack kara hai usne number b badal dia ab jub b mai recover kartee hn apna account unko message k through pata lag jata hai jo mai chahtee hn kna lage aur khamoshi se mai apna account delete kardon plzzzzz meri help kardain plzzzz..
iske liye niche diye recovery link me jakar form fill kijiye, google aapki request ko jaldi resolve kar lega.
https://accounts.google.com/signin/recovery
Hi नमस्कार sir मेरा एक प्रश्न है की मै अपने email id का पासवर्ड भूल गया हु और मेरा रिकवरी मोबाइल बंद हो गया है , sir कोई ऐसा ट्रिक बताये sir की मै अपना email id एक्सेस कर सकू sir प्लीज हेल्प me
gmail open kijiye aur apni id enter kare aur password ke niche try a different question par click kare, next window me apni date of birth dalkar bhi password reset kar sakte hai
Jo account delete ho gaya hai usko recover Kaise le
Iske liye Upar diye steps follow kare
My mistake my gmail ID is deleted Gmail recover recover my ID please
Follow above steps for recover gmail account
Sir agar password bhool jaye to ya email id bhool jaye fir kya karna hai
Password ke liye forgot password link me jaye aur agar email find karna hai to google support form me submit kar sakte hai.