Do Follow Backlinks Kaise Create Kare Youtube Se In Hindi
Do follow backlinks ki help se aap apni site ki search ranking increase kar sakte hai. Aur site ki SEO ke liye do follow backlinks build karna bahut beneficial hota hai. Agar aapko apni site par high quality traffic increase karna hai. Aur site ka search engine optimization karna hai. To aapko alag alag web directories, social sites aur high PR blogs par apni site ka link submit karna hoga.
Pichli post me mein aapko top 100 high quality backlinks aur bookmarking site list ke bare me bata chuka hu. Jiski help se aap apne blog ko promote kar sakte ho aur high quality backlinks generate kar sakte ho. Issi tarah se youtube me aap apni site submit karke do follow backlink bana sakte ho. Aur youtube se backlinks kaise generate karte hai aaj iss post me hum janenge.
Youtube Se Do Follow Backlinks Kaise Create Kare In Hindi
Apni website ke liye youtube se backlinks generate karna bahut hi simple hai. Iske liye aapko youtube par apne gmail id se login karna hoga. Aur ek new youtube channel banana hoga jo ki bahut hi easy hai. To chaliye puri process ko step by step samajhte hai.
- WordPress Blog Par Yeast SEO Plugin Ki Settings Kaise Kare
- Blog Ki Traffic Rank Increase Karne Ki 8 Most Popular Tips
Step 1
Sabse pehle youtube par apni gmail id se login kare aur new youtube channel banaye. Agar aap nahi janate ki youtube channel kaise banate hai to iss link par click kare.
Step 2
Youtube channel create karne ke baad video manager open kare.
- Left site me dropdown par click kare.
- My channel me jaye.
- Video manager par click kare.
Step 3
Ab next page me aapka video manager open ho jayega. Yaha par apni website submit kare iske liye niche diye steps follow kare.
- Channel option par click kare.
- Advanced par click kare.
- Associated website ke box me apni website enter kare.
- Add button par click kare.
- Finally save button par click kar dijiye.
Lijiye aapki website youtube channel se link ho gayi hai, ab isse verify karna hoga. Youtube par apne blog ko verify karne ke liye youtube.com/verify ke iss link par click kare. Approx 24 hours ke under aapki site ki verify ho jayegi. Aur 1 week ke under hi aapko youtube se do follow backlinks milna bhi start ho jayega.
I hope, youtube se do follow backlinks kaise generate karte hai ab aap samajh gaye honge. Fir bhi iss post se related aapka koi saval ya sujhav ho to comment jarur kare. Aur agar aapko ye jaankari helpful lagi ho to isse social sites par apne dosto ke sath share bhi jarur kare.
Kya aap hamare blog pe fraffic kam hone ka karn bata sakte hai ?
blog home page par post show kam kijiye minimum 5 post show kijiye.
aur traffic increase karne ke liye aap niche diye link me dekh sakte ho.
https://hinglishhelp.com/increase-blog-traffic/
https://hinglishhelp.com/blog-traffic-rank-increase-kare/
Blog par traffic kam hone ke kafi saare karan ho sakte. Lekin haal hi me ek badi google update aai hai jiska naam hai Fred update is ki vajah se kafi saare blog affect hue hai. Shyad ye bhi ek karan ho sakta hai.
Is ke baare me jaane ke liye aap.google search ka sahara le sakte kafi sari jankari mil jayegi.
Thanks for awesome post
bro meri site http://www.babaadd.com isme kya kare jo first page pe ye aa sake
website ko first page par rank karne ke liye bahut se tarike hai, inme se kuch niche diye link par jakar check kar sahte ho.
https://hinglishhelp.com/increase-blog-traffic/
thank you sir
sir maine ek blogger per ek blog banai hai http://www.bteresults.ga/ per isme koi views nahi aa rahe hai jab se banaya hai kya aap ek bar thoda samay nikal ke dekh kar bata sakte hai ki kya kami hai .
abhi aapka blog naya hai aur isme aapne jyada posts bhi update nhi ki hai so pehle jyada se jyada quality aur unique post ko publish kijiye uske baad hi traffic aane shuru ho jayenge.
sir back link banane ka best method h kya
backlinks generate karne ke vaise bahut se methods hai, forexample iske liye guest posting, blog se related other blogs par comment kare, aur post ko all top social sites par share share kare, iske sath hi top backlink sites par apni site submit kijiye. iske sath hi blog images ko pin bhijarur kare. aur blog me hamesha quality contents use kare.
Ramesh Bhai kya aap guest posting accept krte ho?
ji ha agar aap karna chahte hai to hume guest post send kar sakte ho, kaise karna hai kya kya chahiye iske liye ye janane ke liye niche diye link me jaye.
https://hinglishhelp.com/guest-post-hinglish-help/
sir mere blog par me android mobile, moral stories aur health se related articles share krta hu par mera youtube channel education se related hai jis par main gk tricks share krta hu. To sir kya main is youtube channel se backlink bna skta hu. matlab isse blog koi negative effect to nhi pdega.
nahi isse koi bhi nagative effect nahi padega. aap kisi b youtube chnl se backlink create kar sakte ho.
Can we get do follow links from youtube by commenting ?
There is no such way to create dofollow links by commenting on youtube videos
sir jab backlinks milna start hoga to kaise pata chalega.
isko aap google analytics par track kar sakte ho
This is a very awesome and helpful article about do follow back links. I’m saved this article on my bookmark as a favorite post. Thanks a lot.
thnx n welcome
Bahati acachhi jankari di hai apne
Nice
Nice Article
Very useful info.
Thanks sir