Facebook Me Followers Kaise Badhaye – Increase Fb Follower
Facebook me followers kaise badhaye iss post me hum janenge so agar aap facebook users hai aur apne facebook account me apne followers increase karna chahte hai to iss post me jo settings mein aapko bataunga inhe customize karke aap easily facebook follower increase kar sakte hai.
Vaise aap paid tarikc se bhi apne fb followers increase kar sakte hai lekin yahapar jo tricks me aapko batane wala hu inko use karke aap bilkul free me aur real time par apne facebook follower boost kar sakte hai, fb followers increse karne ke liye aapko kya karna hai chaliye step by step janate hai.
Facebook Me Followers Kaise Badhaye – Increase Fb Follower
Facebook pe follower increase karne ke liye sabse pehle aapko apni Facebook app open karni hai aur fir facebook ki settings page me niche di gayi important settings ko customize karna hai.
Profile Locking
Facebook ki settings me audience and visibility section e profile locking option par click karke apne profile ko unlock kare, agar aapne apne fb profile par lock enable kiya hai.
How People Find and Contact You
- Audience and visibility section me How people find and contact you option par click kare
- Iske baad next interface me Who can send you friend requests? option par click kare.
- Ab bottom side se ek popup open hoga isme Friends of friends option ko select kare.
- Finally bottom side me Save button par click kar dijiye.
Iss setting ko customize karne ke baad aapke facebook friends ke jo friends honge sirf vo hi aapko friend request send kar payenge, unke alawa other users aapko facebook par follow to kar payenge lekin friend request nahi bhej sakenge.
Followers and Public Content
- Audience and visibility section me hi Followers and public content option par click kare.
- Iske baad next interface me Who can follow me option par click kare.
- Ab bottom side ek popup open hoga isme Public option ko select kare.
- Iske baad bottom side me Save option par click karke iss setting ko save kar dijiye.
Manage Facebook Profile Setting
Facebook ki settings me ye important settings manage karne ke baad ab aapko apne facebook profile page ko open karna hai.
- Apne profile page me 3 horizontal dots par click kare.
- Iske baad profile settings me Turn on professional mode option par click kare.
- Ab next interface me Turn on option par click kar dijiye.
Iske baad aapke fb account me professional mode enable ho jayega aur aapke sabhi facebook friends followers me convert ho jayenge.
Ab agar aap apne facebook profile page me aayenge aur yahapar iss page ko refresh karenge to yahapar par aapko total number of friends ki jagah par total number of followers dikhayi denge.
Yani ki aapke sabhi facebook friends ab aapke followers ban jayenge, aur ab koi bhi aapke fb profile me visit karega usse aapke total number of friends ki jagah par total number of followers dikhayi denge.
I hope, ab aap samajh gaye honge ki facebook far apne followers kaise badhate hai, agar aapko ye jankari helpful lagi ho to isse apne friends ke sath bhi share jarur kare.