Computer Fast Kese Kare Hindi Me Janiye
Dosto aaj ka humara topic hai apna computer fast kese kare, new computer me pehle se kai programs loaded hote hai, jinme se kuch ka use hum kabhi nahi karte, aur kuch programs PC ke backround process me run hote rehte hai aur iss vajah se humare computer ka performance kafi slow ho jata hai.
Aise me unn programs ko remove karna chahiye jinki hume jarurat nahi hai aur jinke bare me hum shayad hi jaante ho. Aaj ki post me hum ye jaanenge ki unwanted programs ko remove kaise kare, to chaliye dosto step by step janate hai ki kya karna hai.
Computer Fast Kese Kare Hindi Me Janiye
??Internet Browser Ko Banaye Calculare
Step 1
Sabse pehle Window + R button dabakar run me jaye.
- Box me “appwiz.cpl” dale.
- OK button par click kare.
??Restricted Websites Ko Unblock Kaise Kare
Step 2
Ab aapke saamne jo window khulegi usme kuch program ki list hogi, jo program delete karna chahte hai uspar doubl click kare.
??Internet Se Paise Kaise Kamaye
Step 3
Ab ek message box open hoga jisme puchha jayega “are you sure you want to install (program name)?” matlab jo program aapne select kiya hai usse hatana hai ya nahi.
- Program ko remove karne ke liye YES ki button par click kare.
- Agar remove program ko cancel karna chahte hai to NO button par click kare.
??Advance Excel Ki Jankari Ke Liye Click Kare
Step 4
Iske baad aapke samne program remove karne ka confirmation message show hoga, isme OK button par click kar dijiye.
Issi tarah se aap dusre unwanted programs bhi remove kar sakte hai.
??Humare Facebook Page Ko Like Karne Ke Liye Click Kare
??Humare Facebook Group Ko Join Kare
Dosto computer fast kaise karte hai iski jaankari aapko kaisi lagi, comment karke jaroor bataye aur agar ye post acchi lagi ho to isse social networking sites par share bhi jaroor kare.