Hello friends, internet browser ka use hum online work jaise:- web surfing, social media, email, web searching etyadi ke liye karte hai. Lekin kya aap jaante hai ki browser ka use hum calcular ki tarah bhi kar sakte hai. Agar kisi karan aap apne computer window me calculator nahi khol paa rahe hai. Aur net ka use bhi nahi kar rahe hai to aisi condition me apne internet browser ko banaye calculator aur kisi bhi value ka calculation aasani se kijiye.
Ek chhoti si javascript ki help se aap mathematical addition(+), subtraction(-), multiplication(x), division(/) etc badi aasani se kar sakte hai.
Abhi example ke liye 10 aur 9 ko plus karke dikhaya jayega, same issi tarah se other calculation bhi kar sakte hai. To chaliye dosto aapka jyada samay na lete huye step by step janate hai ki kya karna hai.
Apne Internet Browser Ko Banaye Calculator
Step 1
Sabse pehle apna internet brower open kare.
Step 2
Iske baad ek popup window open hogi, isme aap result dekh sakte hai.
Issi tarah se aap niche diye gaye caluculation type ko bhi browser ke address bar me dalkar calculate kar sakte hai.
Subtraction (-) Ke Liye
javascript: alert(10-9)
Multiplication(x) Ke Liye
javascript: alert(10*9)
Division(/) Ke Liye
javascript: alert(10/9)
Humare Facebook Page Ko Like karne Ke Liye Yaha Click Kare
Hinglish Help Facebook Group Ko Join Karne Ke Liye Yaha Click Kare
Humare blog ko subscribe kare, aisa karne se jab bhi hum new article post karenge to uski jaankari aapko email ke through mil jayega.
Dosto ye trick aapko kaisi lagi comment karke jarur bataye, aur agar post acchi lagi ho to isse share bhi jaroor kare.
Ye Bhi Padhe
View Comments (2)
impressive post ji
nice & great post sir ji