Ramesh Singh

Hello Dosto ! Mera Naam Ramesh Singh Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun. Read More

37 thoughts on “Gmail Account Ko Delete Kaise Kare – How to Delete Gmail Account

  • nayan mukherjee

    Mera gmail yaad nahi he plz help kese pata Kore gmail

    Reply
    • gmail sign in page par jaye, find my account link par click kare, apna phone number dalkar next button par click kar, apna name dale aur next click kare, iske baad aapke phone par code bhejne ke liye pucha jayega, send text message par click kijiye, ab aapke mobile par aaya code G- ke box me dale, aapka email show ho jayega.

      Reply
      • Sagar takote

        Sir agar meri gmail account do mob me chalu h or mjhe ek mob se delete karna h toh ky mai kar sakta hu or agar maine apne mob se delete kar diya to dusre se bh delete ho jaegi ky sir plss tell me or pura data delete ho jaega ky

        Reply
  • mumtaj khan

    sir yeh popup email id nhi ho to account delete kese karte he or yeh popup id hoti kesi hai

    Reply
    • delete karne se pehle apni ek new id alag service par bana lijiye jaise yahoo, redit etc par. iske baad delete process ko repeat kare. aapki gmail id delete ho jayegi.

      Reply
  • sir fir to meri yahoo par bhi ek id ban jayegi

    Reply
  • Yahoo ki id Gmail account ko delete Karne k liye Kya ek baar hi kaam ati Hai

    Reply
    • nahi aapki jitni bhi gmail ids hai unko delete karne ke liye yahoo id use kar sakte ho

      Reply
  • sir mere friend ne mera gmail use keya hai vo gmail important hai kese vapis lu vo muje nhi de rha hai…..

    Reply
    • iske liye apni gmail id open kijiye aur forgot password par click karke new password set kar dijiye.

      Reply
  • muje user id delete krnaa he kya kru

    Reply
    • gmail se user id delete nahi kar sakte hai but aap isse change jarur kar sakte ho

      Reply
  • rishabh patel

    sir meri gmail id 2 step verificaton hai our mera mobile number khoo gya hai mai apne gmail id kaise login karu meri gmail id mpatelrishabh999@gmail.com hai

    Reply
    • agar aapne 2 step verification set karte time backup code, backup phone, authenticator app etc settings bhi enable ki hai to aap easily iska backup le sakte hai. otherwise aap google ko email send kijiye, jisme aapko batana hai ki aapka number chori ho gaya hai, aur login nahi kar pa rahe hai. isko solve kajiye. hope 5-6 days me iska solution ho jayega

      Reply
  • Vinay bhardwaj

    meri gmail id bohut log use kr rhe hai mai Apni gmail id se un sbhii logo ko block krna chahhta huu

    Reply
    • gmail ka password change kijiye aur logout other device option ko choose kijiye

      Reply
  • jitendra kumar

    hii sir,
    sir mere pass jo gmail account hai usko delete karke kisi aur number pe old id ka user id se bna sakta hai ?
    example:-mera first id hai – dinesh123@gmail.com aur mobile number 7777000111 isko delete kr diya aur new id me
    First -dinesh Last -kumar
    Choose your username -dinesh123@gmail.com
    passward ……………..
    mobile mobile number 7777000222
    karna chahu to hoga .

    sir one question aur please gmail delete karne ke baad gmail login me jata hu to login karne par down me gmail restore ka option show karta hai wo kitne dino tak restore ho sakta hai ,mujhe to restore nhi karna hai permanently delete karna hai mujhe ye bataye ki kitne dino or hour ke baad show nhi karega
    sir please comment.

    Reply
    • vaise to aapka gmail id delete ho jata hai, but permanently delete hone ke liye iss process me aprx 60 days ka time lagta hai, uske baad isse recover nahi kiya ja sakta hai.

      Reply
  • Sir mai apna gmail I’d dusre ke bhi mobile me dal diya mera Sab email& massage uske bhi mobile me aata h .mai uske mobile me apna idgmail I’d kaise deleted kaaru

    Reply
    • iske liye computer par gmail login kijiye aur inbox me bottom right side me detail par click kare aur ab jo popup window open hogi isme sigh out all other sessions par click kar dijiye.

      Reply
      • Sir mera gmail id se Facebook account tha to hum Facebook delete kar diye or hum fir se kholna chah rahe he lekin waha par code generator mang raha he waha or koi dusra option nahi he please help me

        Reply
        • Code generate option par click kijiye isse jo bhi aapke attached number ya email hogi usme code bheja jayega

          Reply
  • सर ये smtp..gmail.com क्या है और मैं ईमेल करता हूँ तो वह send nahi hota hai ओर outbox me chsla jata hai क्या करुँ….

    Reply
    • aisa ssl ya tsl connect hone se hota hai. ise disconnect kijiye ye solve ho jayega.

      Reply
  • itna accha tutorial jisme aapne pura step by step jankari de rakhi hai. keep up the good work.

    Reply
  • ram prasad verma

    user id kese chenge hoga sir

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.