FACEBOOKTWITTER

Facebook Aur Twitter Ko Connect Kaise Kare

Facebook aur twitter aaj puri duniya me social networking sites par top position par hai, aur esa shayd hi koi user hoga jiska facebook ya twitter par account na ho, agar aapka bhi dono platforms par account hai to aap sidhe facebook se automatically twitter par bhi apni post ko share kar sakte hai.

Facebook se twitter par automatically share karne ke liye aapko apne facebook account ko twitter ke sath link karna hoga aur aaj ki post me hum yahi janenge ki facebook se twitter ko link kaise karte hai.

Aksar hum facebook par post karte hai aur alag se same post twitter par karne ke liye hum twitter me sign in karte hai aur phir tweet karte hai, lekin agar hum facebook or twitter ko linked kar de to facebook post ko sidhe twitter par share kar sakte hai, jisse ki humara time bhi save hoga aur alag se twitter par share bhi nahi karna padega.

 

Facebook Aur Twitter Ko Kaise Connect Kare

Facebook or twitter ko ek dusre se connect karna koi mushkil kaam nahi hai, niche diye gaye easy steps follow karke aap ye kar sakte hai, to chaliye aapka jyada samay na lete hue step by steps janate hai ki kya aur kaise karna hai.

 

??Facebook Tricks Continue Reading Link Kaise Add Kare

Step 1

Sabse pehle facebook.com/twitter link par click kare aur facebook id se login kare.

facebook aur twitter

 

 

??Facebook Friends Ko Block Or Unblock Kaise Kare

Step 2

Ab agle page me Link my Profile to Twitter button par click kare.

facebook aur twitter

 

 

??Twitter Followers Ko 5 Minutes Me Kaise Badhaye

Step 3

Ab next page me twitter id dalna hai.

facebook aur twitter

  1. Twitter username aur password dale.
  2. Authorize app button par click kare.

 

 

??Blogger Me Twitter Widget Kaise Lagaye

Step 4

Ab agle step me facebook aur twitter linked ho jayega, Save Changes button par click kare.

facebook aur twitter

 

Lijiye ab aapka facebook aur twitter account ek dusre se linked ho gaye hai, iss article se related koi bhi saval ho to aap comment karke humse puch sakte hai, aur agar ye post acchi lagi ho to isse social network par apne dosto ke sath share bhi jarur kare.

 

Read Also

??Youtube Par Video Upload Kaise Kare

??Youtube Se Video Download Kaise Kare

??Youtube Video Ko Monetize Karke Adsense Se Kaise Jode

??Youtube Video Ko Blogpost Me Kaise Add Kare

??Youtube Me Without Software Screen Record Kaise Kare

??Google Adsense Account Kaise Banaye

??Chitika Ads Se Online Paise Kaise Kamaye

??Facebook Se Earning Kaise Kare

Ramesh Singh

Hello Dosto ! Mera Naam Ramesh Singh Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun. Read More

18 thoughts on “Facebook Aur Twitter Ko Connect Kaise Kare

  • अरे भाई मैं अपने id से कर रहा हु मेरे में हो नही रहा है
    Error बता देता है

    Reply
  • Istikhar Ahmad

    Mai connect nahi kar pa rha hun authorize app k upar user name aur password ka option hi nahi araha hai,

    Reply
    • agar twitter me logged in hai to username password ka option nahi aata hai, direct authorized app par click kijiye

      Reply
  • Sir,
    kya facebook ki sab post twitter pr svat hi ho jayegi ………..ya……….. kuch krna hoga……. & agar hum koi post fb pr hi krna chahate h or twitter pr nhi ………to….. krapaya batay

    Reply
  • Sir mujhe ye bataaye ki Jo hero hote hain unko hum friend nahi bana sakte keval like ker sakte hain ye kaise hota hai sir please bats dijiye mujhe bhi iska use kerna hai

    Reply
    • iske liye facebook setting me privacy me jaye aur who can contact me par click kare, aur dropdown option par click karke friends of friends set kar lijiye.

      Reply
  • shivam dixit

    क्या इससे ट्विटर की पोस्ट भी फेसबुक पर आपने आप आ जाएँगी
    अगर हाँ तो कैसे होता है मेने अपना ट्वीटर फेसबुक से जोड़ रखा है

    Reply
  • Sir, agar mein blog ka koi link kisi group mein dalungi to kya wo bhi sidha twitter se ja kar connect ho jaye ga.

    Reply
  • sir fb account link karne ke liye wo twitter account ko verify karne ke liye notification deta hai.

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.