COMPUTER

Computer Fast Kese Kare Hindi Me Janiye

Dosto aaj ka humara topic hai apna computer fast kese kare, new computer me pehle se kai programs loaded hote hai, jinme se kuch ka use hum kabhi nahi karte, aur kuch programs PC ke backround process me run hote rehte hai aur iss vajah se humare computer ka performance kafi slow ho jata hai.

Aise me unn programs ko remove karna chahiye jinki hume jarurat nahi hai aur jinke bare me hum shayad hi jaante ho. Aaj ki post me hum ye jaanenge ki unwanted programs ko remove kaise kare, to chaliye dosto step by step janate hai ki kya karna hai.

Computer Fast Kese Kare Hindi Me Janiye

 

??Internet Browser Ko Banaye Calculare

Step 1

Sabse pehle Window + R button dabakar run me jaye.

Computer Fast Kese Kare

  1. Box me “appwiz.cpl” dale.
  2. OK button par click kare.

 

??Restricted Websites Ko Unblock Kaise Kare

Step 2

Ab aapke saamne jo window khulegi usme kuch program ki list hogi, jo program delete karna chahte hai uspar doubl click kare.

Computer Fast Kese Kare

 

 

??Internet Se Paise Kaise Kamaye

Step 3

Ab ek message box open hoga jisme puchha jayega “are you sure you want to install (program name)?” matlab jo program aapne select kiya hai usse hatana hai ya nahi.

Computer Fast Kese Kare

  1. Program ko remove karne ke liye YES ki button par click kare.
  2. Agar remove program ko cancel karna chahte hai to NO button par click kare.

 

??Advance Excel Ki Jankari Ke Liye Click Kare

Step 4

Iske baad aapke samne program remove karne ka confirmation message show hoga, isme OK button par click kar dijiye.

Computer Fast Kese Kare

Issi tarah se aap dusre unwanted programs bhi remove kar sakte hai.

??Humare Facebook Page Ko Like Karne Ke Liye Click Kare

??Humare Facebook Group Ko Join Kare

Dosto computer fast kaise karte hai iski jaankari aapko kaisi lagi, comment karke jaroor bataye aur agar ye post acchi lagi ho to isse social networking sites par share bhi jaroor kare.

Ramesh Singh

Hello Dosto ! Mera Naam Ramesh Singh Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun. Read More

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.